Aayi teri baat mein Lyrics
Aayi teri baat mein Song Lyrics
Dil ne toh roka tha
Sab ne bhi toka tha
Mana maine mana na kehna
Le sang chal di main
Tere hi bharose pe
Ab tere sang hi rehna
Tune aisa jaadu jo kiya
Mera man moh hi liya
Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab jeena tere saath mein
Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab jeena tere saath mein
Main teri ban jaaun
Jaise Radha Shyam ki
Mala maine jap li hai
Ab tere naam ki
Main teri ban jaaun
Jaise Radha Shyam ki
Mala maine jap li hai
Ab tere naam ki
Bas teri dhun mein hoon
Mana kisi kaam ki
Meri kahani bas
Tu hi subah shaam ki
Tune aisa jaadu jo kiya
Mera man moh hi liya
Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab jeena tere saath mein
Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab jeena tere saath mein
Sajni sajni
Piya man bhaaye re
Tuk tuk dekhe use
Phoole na samaaye re
Sajni sajni
Piya man bhaaye re
Tuk tuk dekhe use
Phoole na samaaye re
Suratiya pyari hi ye
Main basaye re
Tuk tuk dekhe use
Phoole na samaaye re
Tuk tuk dekhe use
Phoole na samaaye re
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!