Afsaana Banaaya Aapne Lyrics
Afsaana Banaaya Aapne Song Lyrics
Afsana... afsana...
Afsana... afsana banaya aapne!
Afsana... afsana...
Afsana... afsana banaya aapne!
Baat jism ki thi nahi
Rooh tak humein jaana hai
Maamla yeh dil ka hai
Ishq yeh nibhaana hai
Yoon teri galiyon mein aana
Yoon tera dil ko dhadkaana
Yoon mera murshid ho jaana
Lamha tha daur banaya aapne!
Qisse ko dastaan banaya aapne!
Afsana... afsana...
Afsana... afsana banaya aapne!
Afsana... afsana...
Afsana... afsana banaya aapne!
Pehle toh main aashiq tha
Afsana... afsana...
Afsana... afsana banaya aapne!
Pehle toh main aashiq tha
Afsana... afsana...
Afsana... afsana banaya aapne!
Kyun tere aane se yeh dil chain paata hai?
Tere milne se kuchh pal aaraam aata hai?
Baat kuchh pal ki nahi
Umr tak humein jaana hai
Faasle bhi hain bohot
Phir bhi tumko paana hai
Yoon teri baahon mein aana
Yoon be-hadd qabaa ho jaana
Yoon tera marham ban jaana
Dard tha dawa banaya aapne!
Zarra tha aasmaan banaya aapne!
Afsana... afsana...
Afsana... afsana banaya aapne!
Pehle toh main aashiq tha
Afsana... afsana...
Afsana... afsana banaya aapne!
Afsana... afsana...
Afsana banaya aapne!
Credits
More from Asees Kaur
Explore popular lyrics from this artist
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!