Bewafa Se Lyrics
Bewafa Se Song Lyrics
Meri jaan
Le ke woh
Kehte hain
Ke jeena
Na hoga
Zehar judai ka ghut-ghut ke
Peena
Na hoga
Hum chah kar bhi use
Bhool nahi paate hain
Usi zalim ki
Khushiyon ki dua karte hain
Bewafa se
Bewafa se bepanah ishq karte hain
Bewafa se bepanah ishq karte hain
Sab jaan ke bhi hum unpe marte hain
Sab jaan ke bhi hum unpe marte hain
Kitne masoom hain hum ye karte hain
Kitne masoom hain hum ye karte hain
Khud apni zindagi ko fana karte hain
Khud apni zindagi ko fana karte hain
Bewafa se bepanah ishq karte hain
Sab jaan ke bhi hum unpe marte hain
Zamana chora tha humne ek tere pyar ki khatir
Woh tarap thi badi zalim woh lagan thi badi qatil
Zamana chora tha humne ek tere pyar ki khatir
Woh tarap thi badi zalim woh lagan thi badi qatil
Khuda ya kyun nahi samjha tu meri chah ki kashish
Mere ehsason ki khalish meri dharkanon ki tapish
Teri yaadon mein
Teri yaadon mein din raat jalte hain
Teri yaadon mein din raat jalte hain
Ek pal bhi tujhe na bhool paate hain
Bewafa se bepanah ishq karte hain
Sab jaan ke bhi hum unpe marte hain
Kitne masoom hain hum ye karte hain
Khud apni zindagi ko fana karte hain
Khud apni zindagi ko fana karte hain
(Ooh la la hiya hiya)
(Ooh la la hiya hiya)
(Ooh la la hiya hiya)
(Ooh la la hiya hiya)
(Ooh la la hiya hiya)
(Ooh la la hiya hiya)
Sirf main chora bhooka hota
Toh itna dard nahi hota
(Ooh la la hiya hiya)
(Ooh la la hiya hiya)
(Ooh la la hiya hiya)
Credits
More from Altamash Faridi
Explore popular lyrics from this artist
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!