Kaamil Lyrics
Kaamil Song Lyrics
Tu chala gaya toh pata chala
Saari khushiyan tujhse thi
Tu khush rahe toh main maan loon
Saari kamiyaan mujhme thi
Jo aadhi adhoori reh gayi
Saari kahaani meri thi
Tu hamesha kamil tha
Saari kamiyaan mujhme thi
Jo mere dil tak jaati thi
Saari galliyan teri thi
Tu hamesha kamil tha
Saari kamiyaan mujhme thi
Tune dil se lagaya tha
Apna banaya tha
Meri hi nakaami thi
Dil tera ban na paya tha
Tune haath thaama tha
Raasta dikhaya tha
Meri hi nadaani thi
Dil raah bana na paya tha
Jo sacchi nikali dekho
Saari baate teri thi
Tu hamesha kamil` tha
Saari kamiyaan mujhme thi
Jo khilne lage hai dekho
Saari kalliyan teri thi
Tu hamesha kamil tha
Saari kamiyaan mujhme thi
Tu khush bhi rahe
Aabaad bhi rahe
Saari duaye leta jaa
Ho dil mein jitne bhi
Dard hai tere
Saare mujhko deta jaa
Tu hamesha kamil tha
Saari kamiyaan mujhme thi
Tu hamesha kamil tha
Saari kamiyaan mujhme thi
Tu chala gaya toh pata chala
Saari kamiyaan mujhme thi
Tu khush rahe toh main maan loon
Saari kamiyaan mujhme thi
Credits
Contributors
Kaamil Video
More from Sachet Tandon
Explore popular lyrics from this artist
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!