Kunwar Sa Lyrics
Kunwar Sa Song Lyrics
Andheri raaton ki mulaaqaat ko
Kabhi dil ka anjaam do
O rani-rani kehna aapka
Kabhi Rani Sa mukaam do
Banna tha pagal jitna humein
Hum ban chuke hain (haan ji ban chuke hain)
Kunwar Sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar Sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar Sa... Kunwar Sa...
Aankhon ki havas se jismon ke gher tak
Pyaar bhi bazaaru bana diya hai
Aankhon ki havas se jismon ke gher tak
Pyaar bhi bazaaru bana diya hai
Ginti kahan thi humse toote dilon ki
Dil apna hi choor kara liya hai
Aapke jhoothe-moothe pyaar-vyaar se
Hum haar chuke hain (haan ji haar chuke hain)
Kunwar Sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar Sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar Sa... Kunwar Sa...
Baatein kisi ke sang, raatein kisi ke sang
Aashiq ki yeh toh riwaayat nahi hai
Nocha humari rooh ko kharocha hai
Mohabbat hai teri tawaif nahi hai
Jo pagal bana de anjaam-e-mohabbat se
Dar chuke hain, haan ji dar chuke hain (haan ji dar chuke hain)
Kunwar Sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar Sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar Sa... Kunwar Sa...
Kunwar Sa ab haq na jataya karo ji
Jataya karo ji, jataya karo ji
Kunwar Sa ab haq na jataya karo ji
Kunwar Sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar Sa... Kunwar Sa...
Credits
More from Afsana Khan
Explore popular lyrics from this artist
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!