Lonely Lyrics
Lonely Song Lyrics
(Who is never gonna fix you)
(Every little piece I gave just fell straight through)
(I was holding on to maybe)
(Was never gonna fix you)
(Every little piece I gave just fell straight through)
(I was holding on to maybe)
Tu batein dil mera kichee is se haar nai karegi
Mujhe pata hai tu ab aitebar nai karegi
Tere liye dekh mein ne badla tha shahr
Koi baat nai ab chor chale khair
Na ghar ka raha na mein bahar ka raha
Tu jeeti rahi or mein harta raha
Phonkta hun dhue mein uraun teri yaad ko
Tu hasti rahi or mein khanstaa raha
Tha shuru hota din mera dekh ke tujhe
Na hoten hain sahan ab ye fasle mujhe
Shuru mein tha lagta ki you are dawang
Ab dua hai ki bhul jaaun kash mein tujhe
For god sake please mere paas na aa
Don't call me khuda ka tujhe vasta hai
Hum bane hi nahi the ek dusre ke liye
Ab alag tera mera jala rasta hai
Pehle mangta tha tujhe ab mein mangta hun peace
Maar deta andar se ye pyaar aisi cheez
Kho chuka hun sabko mein chahta tha jinko
Ab duniya me mera koi raha nai azeez
Duriyan hein aisi jaisi taron ki hain chaand se
Roz kehta hun tujhe bhul jaunga aaj se
Kehte hain log rehta chup kyun hai tu
Kaise bolun batein kisi karni hein khas
Teri hasti hui si jidhar tasveer ko dekhun
Kya kya likha hai khuda ne takdeer ko dekhun
Aaj ki nai baat ye toh bohot hai purani
Kabhi sahiban ko dekhun kabhi heer ko dekhun
(Love hurts, yeah)
(It stays with you)
(It stays inside you)
(It stays inside forever)
(You know what I'm sayin?)
(Hussan Riaz)
(Was never gonna fix you)
(Every little piece I gave just fell straight through)
(I was holding on to maybe)
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!