Waade Saare Lyrics
Waade Saare Song Lyrics
Aise kaise dono kho gaye
Aaya tujhe na ishq nibhaana
Tum bhi auron jaise ho gaye
Nahi ye nahi, ye to nahi hone wala tha na
Kaise dono bichhad gaye
Waade saare kidhar gaye?
Kaise dono bichhad gaye
Ye to nahi hone wala tha na
Dil se kaise utar gaye?
Ek dard ka samandar
Tanha main jiske andar
Jahaan gham hardam
Dil mein chubhta rahe
Bheegi hui ye aankhein
Kahaan chhoda tumne laake?
Ye zakhm, ye sitam
Tumse humdam mile
Maangun ab to main Rab se bas yahi
Mar jaayenge na milenge phir kabhi
Ye to nahi hone wala tha na
Waade saare kidhar gaye?
Kaise dono bichhad gaye?
Mera dil, meri jaan jaise
Jahaan sab kuch mera barbaad hua
Ho gaya hai juda mera khuda
Jaise jism se jaan aazaad hua
Ye to nahi hone wala tha na
Waade saare kidhar gaye?
Kaise dono bichhad gaye?
Waade Saare Song Lyrics in Hindi
जिस्म में था तू जान के जैसे
ऐसे कैसे दोनों खो गए
आया तुझे ना इश्क निभाना
तुम भी औरों जैसे हो गए
नहीं ये नहीं, ये तो नहीं होने वाला था ना
कैसे दोनों बिछड़ गए
वादे सारे किधर गए?
कैसे दोनों बिछड़ गए
ये तो नहीं होने वाला था ना
दिल से कैसे उतर गए?
एक दर्द का समंदर
तनहा मैं जिसके अंदर
जहाँ ग़म हरदम
दिल में चुभता रहे
भीगी हुई ये आँखें
कहाँ छोड़ा तुमने लाके?
ये ज़ख्म, ये सितम
तुमसे हमदम मिले
माँगूँ अब तो मैं रब से बस यही
मर जाएँगे ना मिलेंगे फिर कभी
ये तो नहीं होने वाला था ना
वादे सारे किधर गए?
कैसे दोनों बिछड़ गए?
मेरा दिल, मेरी जां जैसे
जहाँ सब कुछ मेरा बर्बाद हुआ
हो गया है जुदा मेरा खुदा
जैसे जिस्म से जां आज़ाद हुआ
ये तो नहीं होने वाला था ना
वादे सारे किधर गए?
कैसे दोनों बिछड़ गए?
Credits
More from Jubin Nautiyal
Explore popular lyrics from this artist
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!