Published Date: Apr 02, 2026 Updated Date: Apr 04, 2026
Yahin Guzaar Doon cover
Hindi

Yahin Guzaar Doon Lyrics

Shreya Ghoshal 13 views
Iss duniya ke andheron mein Jab tu mere qareeb aaya Kuch bhi na tha in lakeeron mein Tab tu leke naseeb aaya Kiya hai kitna tune mere liye Main, kahe jo tu, toh hans ke mar jaaun Jo haath yeh rahe tere haath mein Main saari zindagi yahin guzaar doon Chale bhi jaaoge toh intezaar mein Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon Iss duniya ke andheron mein Jab tu mere qareeb aaya Kuch bhi na tha in lakeeron mein Tab tu leke naseeb aaya Mujhe yaad hai woh din aaj bhi Main chalke tere paas aaya tha Nahi tha koi jahaan mein mera Tune hi gale lagaya tha Ho, mila jo tu toh har khushi mil gayi hai Ab iss se zyada aur kya maangu Jo haath yeh rahe tеre haath mein Main saari zindagi yahin guzaar doon Chale bhi jaaogе toh intezaar mein Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon Koi aisa pal jiya hi nahi Jis mein tera naam na liya Tere ho gaye toh humne sanam Sab se faasla bana liya Haan tera mera safar kabhi na khatam ho Bhale hi saanson se bichhad jaaun Jo haath yeh rahe tere haath mein Main saari zindagi yahin guzaar doon Chale bhi jaaoge toh intezaar mein Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
उम्म आ इस दुनिया के अंधेरों में जब तू मेरे क़रीब आया कुछ भी न था इन लकीरों में तब तू ले के नसीब आया किया है कितना तूने मेरे लिए मैं कहे जो तू तो हँस के मर जाऊँ जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ चले भी जाओगे तो इंतज़ार में वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ इस दुनिया के अंधेरों में जब तू मेरे क़रीब आया कुछ भी न था इन लकीरों में तब तू ले के नसीब आया मुझे याद है वो दिन आज भी मैं चलके तेरे पास आया था नहीं था कोई जहाँ में मेरा तूने ही गले लगाया था हो मिला जो तू तो हर खुशी मिल गई है अब इस से ज़्यादा और क्या माँगूँ जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ चले भी जाओगे तो इंतज़ार में वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ कोई ऐसा पल जिया ही नहीं जिस में तेरा नाम ना लिया तेरे हो गए तो हमने सनम सब से फ़ासला बना लिया हाँ तेरा मेरा सफ़र कभी ना ख़त्म हो भले ही साँसों से बिछड़ जाऊँ जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ चले भी जाओगे तो इंतज़ार में वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ ओ ओ

Credits

Singer(s) Shreya Ghoshal , Amaal Mallik
Composer(s) Amaal Mallik
Lyricist(s) Kunaal Vermaa
Release Apr 14, 2026
Language Hindi
Yahin Guzaar Doon visual summary

Yahin Guzaar Doon

Shreya Ghoshal, Amaal Mallik

Looviq

Community Thoughts .

0 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

No comments yet

Be the first to share your thoughts about these lyrics!