AKELA Lyrics
AKELA Song Lyrics
Itne dilo mein ghar tohhai mera
Phir kyun hai tanhaayi?
Maanga na jo bhi, paaya hai woh bhi
Shohrat kyun gham laayi?
Aankhein sabse chhupa ke hoon muskurata, sach toh yahi hai
Aise sab saath mere, par saath mere koi nahi
Mila kya?
Dekho na, main akela, main akela
Mila kya?
Dekho na, main akela, main akela
Ooh-ooh, ooh-ooh
Ooh, ooh-ooh, ooh, ooh
Main akela, kitna akela
Tha mujhe mila koi
Ik roz phir ho gaya juda
Dard uske jaane ka
Inn aankhon mein reh gaya chhupa
Rishte banaaye, dil se nibhaaye, phir kyun saza paayi?
Anjaan lagti jaane mujhe kyun meri hi parchhaayi
Mila kya?
Dekho na, main akela, main akela
Mila kya?
Dekho na, main akela, main akela
Kaise bataun main?
Keh bhi na paaun, "Main akela kyun hoon?"
Kitna chhupaaun main?
Kitna hi gaaun, "Main akela kyun hoon?"
Main ise sunaun, usе bataun
Bikhar ke rou ya bhool jaaun?
Main akela rahunga, main akela rahunga
Ki mеri duaon ka yeh sila hai
Meri lakeeron mein kyun likha hai?
Main akela rahunga, main kyun—
Mila kya?
Dekho na, main akela
Credits
More from Vishal Mishra
Explore popular lyrics from this artist
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!