Bhabhi Tabaahi Lyrics
Bhabhi Tabaahi Song Lyrics
Let’s burn the floor!
Dol gaya jo jiyara humra
Dol gayi ghar ki shobha
Dol gaya jo jiyara humra
Dol gayi ghar ki shobha
Khoob machi hai… haaye haaye
Khoob machi hai haaye tauba!
Khoob machi hai… haaye haaye
Khoob machi hai haaye tauba!
Bhabhi tabaahi ki bharmaar
Public hil gayi sah-parivaar
Bhabhi tabaahi ki bharmaar
Public hil gayi sah-parivaar
Do aankhon ke… do temperature
Do aankhon ke do temperature
Hot-chocolate chocobar
Khoob machi hai…
Khoob machi hai… haaye haaye
Khoob machi hai haaye tauba!
Khoob machi hai… haaye haaye
Khoob machi hai haaye tauba!
Naach na jaanun aangan tedha
Idhar-udhar ludhkaave, haan
Main toh piya ke prem mein doobi,
Wo hi raas karaave, haan
Kaun sasur aur kaun bhataar
Har koi naache sah-parivaar
Kaun sasur aur kaun bhataar
(Har koi naache… oye oye)
“Desi toh easy hai, bhabhi.
Will you be able to handle this beat?”
Bhabhi ji ke easy gaane,
Naache koi kaise jaane
Beat hai na decibel
Bhabhi got to be more flexible
Aisa hai kya, waisa hai kya,
Aisa pehle dekha hai kya
Easy ho ya difficult
You don’t know that I’m a miracle
Jitna chaho pair phaila lo,
Ek chaadar mein kya hoga
Ek jhalak mein chaunk gaye ho,
Full picture mein kya hoga
“Aye Sonu, oh Sweety,
aao bhabhi ki baja do seeti”
Dol gaya jo jiyara humra
Dol gayi ghar ki shobha
Dol gaya jo jiyara humra
Dol gayi ghar ki shobha
Khoob machi hai… haaye haaye
Khoob machi hai haaye tauba!
Khoob machi hai… haaye haaye
Khoob machi hai haaye tauba!
Khoob machi hai… haaye haaye
Khoob machi hai haaye tauba!
Khoob machi hai… haaye haaye
Khoob machi hai haaye tauba!
Credits
More from Neeti Mohan
Explore popular lyrics from this artist
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!