Chand Lyrics
Chand Song Lyrics
Khwaab Aankhon Mein Sajaaye
Maine Teri Chaahaton Ke
Tere Aane Se Mile Hain
Mujhko Pal Ye Raahaton Ke
Banke Khushbuon Sa Tu Mujh Mein Bikhra Hai
Aasmaan Ka Chand Mere Dil Mein Utra Hai
Aasmaan Ka Chand Mere Dil Mein Utra Hai
Hai Aaina Tu Khwaabon Ka Mere
Dekha Tha Jaisa Tu Hai Wahi
Honge Hazaaron Chehre Jahaan Mein
Par Tere Jaisa Koi Nahin
Band Aankhon Se Bhi Dikhe Tera Chehra Hai
Aasmaan Ka Chand Mere Dil Mein Utra Hai
Aasmaan Ka Chand Mere Dil Mein Utra Hai
Shaam Savere Roz Khuda Se
Teri Ibaadat Karta Hoon
Laakh Duaaon Se Tu Mila Hai
Khone Se Tujhko Darta Hoon
Syaah Raaton Se Bhi Ishq Ye Gehra Hai
Aasmaan Ka Chand Mere Dil Mein Utra Hai
Aasmaan Ka Chand Mere Dil Mein Utra Hai
Chand Song Lyrics in Hindi
ख़्वाब आँखों में सजाए
मैंने तेरी चाहतों के
तेरे आने से मिले हैं
मुझको पल ये राहतों के
बनके खुशबुओं सा तू मुझमें बिखरा है
आसमान का चाँद मेरे दिल में उतरा है
आसमान का चाँद मेरे दिल में उतरा है
है आईना तू ख़्वाबों का मेरे
देखा था जैसा तू है वही
होंगे हज़ारों चेहरे जहाँ में
पर तेरे जैसा कोई नहीं
बंद आँखों से भी दिखे तेरा चेहरा है
आसमान का चाँद मेरे दिल में उतरा है
आसमान का चाँद मेरे दिल में उतरा है
शाम सवेरे रोज़ ख़ुदा से
तेरी इबादत करता हूँ
लाख दुआओं से तू मिला है
खोने से तुझको डरता हूँ
स्याह रातों से भी इश्क़ ये गहरा है
आसमान का चाँद मेरे दिल में उतरा है
आसमान का चाँद मेरे दिल में उतरा है
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!