Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Lyrics
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Song Lyrics
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho (2)
Dhadkan Ka Dhadakna Jaana
Mera Yun Tadapna Jaana
Aap Se Hi Saara Aalam
Aap Se Behekna Jaana
Aapko Bas Aap Se Hi
Ab To Hai Churaana Jaana
Aap Jaana Laajawaab Ho..
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho (2)
Pyaar Mein Dil Hoke Deewaana
Har Ek Kasam Woh Tod Chala
Jitna Chaahe Usko Roka
Uspe Na Koi Zor Chala
Betahaasha Besabar Main
Raah Mein Aapki Aur Chala
Mujhko Mujhse Kar Ke Juda Sa,
Loot Ke Dil Ka Chor Chala
Dhadkan Ka Dhadakna Jaana
Mera Yun Tadapna Jaana
Aap Se Hi Saara Aalam
Aap Se Behekna Jaana
Aapko Bas Aap Se Hi
Ab To Hai Churaana Jaana
Aap Jaana Laajawaab Ho..
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Ho (2)
Dil Ke Parinde Qaid nahi ho sakte hainβ¦.
Ishq Ke Rang Kabhi Safed ho Nahi Sakte hainβ¦.
Ishq Hua Ye Kab Aur Kaise
Itna Ravaan Itna Gehra
Jab Se Mile Ho Bas Ek Aap Kaa
Khwaab Aankhon Mein Thehra
Saansein Thehri Armaan Jaage ,
Dil Betaab Hai Har Lamha
Aap Ke Bin Shyam Savere
Hai Akela Hai Tanha
Dhadkan Ka Dhadakna Jaana
Mera Yun Tadapna Jaana
Aap Se Hi Saara Aalam
Aap Se Behekna Jaana
Aapko Bas Aap Se Hi
Ab To Hai Churaana Jaana
Aap Jaana Laajawaab Ho..
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Aap Ho
Mere Dard-E-Dil Darde Jigar Aap Hoβ¦. (2)
Credits
More from Gunmaaster G9
More from Himesh Reshammiya
Explore popular lyrics from this artist
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!