HELLO JAAN Lyrics
HELLO JAAN Song Lyrics
(Hello jaan)
(Hello jaan)
(Hello jaan)
Socha tha na is kadar ho jayenge jab first time dekha tha na tujhe mene (Tujhe mene)
Na na na na na na na na na na
Socha tha na is kadar ho jayenge jab first time dekha tha na tujhe mene (Tujhe mene)
Wo baatein ab batani bhi zaruri jo ki last time betha tha main tujhe kehne (Tujhe kehne)
Par tu kabhi sunne ko na hogi raazi
Tu maanegi nai tere kaaran ye barbaadi
Kitaab hai adhuri panne ab bhi khaali
Bin puche mere dil ne aadat teri paali
Tu meri asliyat main tera hu kahani
Hum ek na ho paye apni do kahani
Pehle sirf toota ab to ro para bhi
Par jo jaana chahe use kabhi rokna nai
Raat ko phone zara late karke rakho
Wo thi purani yaadein unko fade karke rakho
Darkhwast uske gharwalo se hui mujhse galti usko uske ghar me na qaid karke rakho
Nikalta jabbi ghumne raste me tera ghar
Yaadien teri jaha mile wahi jaake rukta main
Aasan nahi hai zindagi aasani se na judta main
Tere bin ek saans leta murda main
Kabhi tumne kaha tha tum jese bhi ho mere ho
Ab kehta hu main kuch bhi toh tum kehti ho kyu keh rahe ho
Chehre pe he dikhta yaara tum kitne adhure ho
Main barh na paya aage lekin tum kyu wahi thehre ho
Tere naam se bhara he mera wishlist
Koi teri tarah theek nahi kar pati meri English
Baat ye hai tere bin kya jeena
Chand kya hai roshni ke bina
Mohabbat tu kidhar chali
Dekhoge tum ki hum abhi wahi
Jo beeta hai humpe kya tumse kahein
Jo hum hi rahe toh ab hum hi sahein
Hello jaan sab theek hai na
Kya wo din the jab मिले थे naseeb se na
Tere baare utna kam padta hai
Abhi sochu ki tu hai nahi toh dar lagta hai
Aakhri pal jiske baad na kabhi baat ho payi
Usi pal se na dobara phir tu saath ho payi
Wo din aur taareekh abbi sahi sahi yaad hai
Duur par is dil se na aazaad ho payi
Tere bin yuhi firta rehta hun awaara
Tere bin mere din ka rehta na thikana
Tere bin kisise rishta koi ab hai raha na
Tere bin na rehta khush koi puchte kuch toh do bahana
Kaise tujhe hai kabhi nahi aati meri yaad
Ese kaise maanu main ki tu na hai meri jaan
Kitna kuch hai dil me hai batana tujhe milke
Tu pehle jaise mujhko bas ek dede teri shaam
Agar milti raat toh dil ki baat kahunga
Aasman tale taaro ke নিচে chalte chalte apne ghar bhi aa chale
Jabse tu gayi hai tabse ghar pe taale band hai
Jab koi dekhe khidkiyon se usko dikhta khaalipan hai
Mere mann mein tere liye hai sawaal bhare pare
Is dimaag mein hai yaadon ke kankal bhare pare
Jabbhi koshish karu sone ki bhulake har kisiko
Aate flashback bister pe roj pare pare
Hai wo kehti uske peeche waqt zaya na kar
Hamare baare likhke sabko tu bataya na kar
Jo honge poore nahi un khwabo ko sajaya na kar
Sachh me na me teri toh tu meri kasme khaya na kar
Tha ye glass full of love jjsko khali kar diya
Aur ye dastakhat bhi dil me tune jali kar diya
Hain seecha pyaar se sabko taaki saare khil uthe
Baghicha reh gaya par yaara uska mali mar gaya
It is for you warna itna kabhi tha ginana nahi
Hai humko milti bohot par bin dekhe kare sabko inkaar
Ek din sapne mein hai ek awaaz poochne lagi
Kya tere zyada pyaar karne se kya usko bhi hua pyaar
Kya kahu? Maine kaha no
Usko hota ya na hota jo bhi hone do
Na padta farak ab toh kuch bhi soce ho
Main ladka alag sabse hatke soce jo
Meri jaan tere baare baatien karne ko hazaar hai
Meri jaan tere liye lage logon ke bazaar hai
Meri jaan kya feelings kehna bhi tujhe bekaar hai
Meri jaan bin tere toh saare feeke hai nazaare
Hello jaan kaisi ho tum
Hello jaan umeed ab bhi waisi ho tum
Hello jaan sochta hun call karu lekin phir hai yaad aata
Mere bina khush hi ho tum
Hello jaan
Hello jaan
Hello jaan
Hello jaan
Socha tha na is kadar ho jayenge jab first time dekha tha na tujhe mene (Tujhe mene)
Wo baatein ab batani bhi zaruri jo ki last time betha tha main tujhe kehne (Tujhe kehne)
Par tu kabhi sunne ko na hogi raazi
Tu maanegi nai tere kaaran ye barbaadi
Kitaab hai adhuri panne ab bhi khaali
Bin puche mere dil ne aadat teri paali
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!