Meri Maa Ne Bulaya Hai Lyrics
Meri Maa Ne Bulaya Hai Song Lyrics
Maa,
Is baar na mujhe woh dance audition ka ticket dilwa dena.
Main har saal try karta hoon, par har baar reh jata hoon.
Shayad meri pahunch wahan tak nahi hai na, isliye.
Bas ek mauka chahiye.
Ek baar bare manch pe dance karke poori duniya ko dikhana hai.
Yogesh!
Kya kar rahe ho yahan pe?
Maa.
Wahan pe sab log garba khel rahe aur tum yahan pe khare ho.
Pakro, chalo mere saath khelne.
Meri sakhi raat saji chehre jagmaga gaye
Aasma ke tare sabhi hain zamin pe aa gaye
(Meri sakhi raat saji chehre jagmaga gaye)
(Aasma ke tare sabhi hain zamin pe aa gaye)
Charanon mein bithaya hai mujhe
Charanon mein bithaya hai mujhe
Meri Maa ne
Meri Maa ne
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Dekho apna banaya hai mujhe
Dekho apna banaya hai mujhe
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Ho Vindhyavasini ke charanon mein
Bhakt koi jo aaye aaye aaye
Ganga kinare tan ke sahare
Paap sabhi mit jaye
Nahi tere siva
Nahi tere siva koi maiya mera
Seene se lagaya hai mujhe
Meri Maa ne
Meri Maa ne
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Seene se lagaya hai mujhe
Seene se lagaya hai mujhe
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Ho phool charaye paan charaye
Maiya tere darbar mein
Chor ke saari duniya aaye
Maiya tere darbar mein
Doob gaye hain saare maiya
Teri jai jai kar mein
Tere siva na koi hai mera
Is saare sansar mein
Maa ki kripa hai meri Maa ki daya hai
Godi mein bithaya hai mujhe
Meri Maa ne
Meri Maa ne
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Devi Maa ne bulaya hai mujhe
Devi Maa ne bulaya hai mujhe
Dekho Maa ne bulaya
Meri Maa ne bulaya
Kaise rashta dikhaya hai mujhe
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
Meri Maa ne bulaya hai mujhe
(Vindhyavasini maiya ki jai)
Credits
More from Vishal Mishra
Explore popular lyrics from this artist
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!