Tera Boyfriend Kaunsa ? Lyrics
Tera Boyfriend Kaunsa ? Song Lyrics
Upar jaake, neeche jaake, phat-phatana main dekh phatake
Taale lagaake, taale lagaake, darwaaze ke andar aake...
Main gym-shim jaata hoon tere liye (Oh)
Main body banaata hoon tere liye (Aha)
Main ande-shande khaata hoon tere liye (Okay)
Main bike pe aata hoon tere liye (I like it)
Señorita sunti hai gaana Lele Pons ka
Baarah ladke saath ghoomein, tera boyfriend kaun sa?
Ho jiske dole-shole
Ho jisse man mera dole
Ho jo mujhe pyaar karega
Karega haule-haule
(Ay-ay-ay-ay-ay)
(Aaha-aaha-aaha-aaha)
Señorita sunti hoon gaana Lele Pons ka
Baarah ladke saath ghoomein, mera boyfriend kaun sa?
Ladka kaafi handsome hai, ladka hai woh dawn sa
Baarah ladke saath ghoomein...
Se-se-se-señorita baby
Tu Coca-Cola baby
Fendi, Birkin, Crocodile, you can call on me baby
Se-se... baarah-baarah ladke
Jo-jo kehna keh-keh
Poori pagli jhoome keh-keh gang
Meri kaali-kaali bike hai, ye bike Hero Honda
Main hero jaisa lagta, sab kehte sahi hai launda
Tu gym-shim jaata hai mere liye
Tu body banaata hai mere liye
Tu ande-shande khaata hai mere liye
Tu bike pe aata hai mere liye
Hmm, main meethi-meethi chocolate hoon, tu hai Willy Wonka
Baarah ladke saath ghoomein, tera boyfriend kaun sa?
Main gym-shim jaata hoon tere liye (Oh)
Main body banaata hoon tere liye (Aha)
Main ande-shande khaata hoon tere liye (Okay)
Main bike pe aata hoon tere liye (I like it)
Tu meethi-meethi chocolate hai, main hoon Willy Wonka
Baarah ladke saath ghoomein, tera boyfriend kaun sa?
Señorita sunti hai gaana Lele Pons ka
Baarah ladke saath ghoomein, tera boyfriend kaun sa?
Ho jiske dole-shole
Ho jisse man mera dole
Ho jo mujhe pyaar karega
Karega haule-haule
(Ay-ay-ay-ay-ay)
(Aaha-aaha-aaha-aaha)
Señorita sunti hai gaana Lele Pons ka
Baarah ladke saath ghoomein, tera boyfriend kaun sa?
Señorita sunti hai gaana Lele Pons ka
Baarah ladke saath ghoomein, tera boyfriend kaun sa?
Credits
More from Tony Kakkar
Explore popular lyrics from this artist
Community Thoughts .
0 CommentsLeave a Reply
Your email address will not be published. Required fields are marked *
No comments yet
Be the first to share your thoughts about these lyrics!