Published Date: Nov 08, 2026 Updated Date: Nov 08, 2026
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain cover
Hindi

Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain Lyrics

Jubin Nautiyal Ramayana: Part 1
Lyrics of Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain written and composed by Dr. Kumar Vishwas and sung by Jubin Nautiyal is a devotional song in praise of Lord Ram. It explains various facets of Lord Ram where he is referred as a King, a sage, an instructor, the source of life, faith, and righteousness respectively.

Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain Song Lyrics

Ram srishta bhi hain
Aur srishti bhi hain
(Ram srishta bhi hain)
(Aur srishti bhi hain)

Ram drishta bhi hain
Aur drishti bhi hain
(Ram drishta bhi hain)
(Aur drishti bhi hain)

Ram jeevan bhi hain
Ram mukti bhi hain
(Ram jeevan bhi hain)
(Ram mukti bhi hain)

Ram hain khoj bhi
Ram yukti bhi hain
(Ram hain khoj bhi)
(Ram yukti bhi hain)

Ram manhar bhi hain
Aur manasvi bhi hain
(Ram manhar bhi hain)
(Aur manasvi bhi hain)

Ram raja bhi hain
Aur tapasvi bhi hain
(Ram raja bhi hain)
(Aur tapasvi bhi hain)

Siya Balram
Raghu Nandan
Raghupati Dasharath
Siya Balram
Maryada Purushottam
Dhanushdhaari
Siya Ram

Ram aaradhya hain
Ram aaradhna
(Ram aaradhya hain)
(Ram aaradhna)

Ram hain saadhya bhi
Ram hi saadhna
(Ram hain saadhya bhi)
(Ram hi saadhna)

Ram maanas bhi hain
Ram geeta bhi hain
(Ram maanas bhi hain)
(Ram geeta bhi hain)

Ram hain Ram bhi
Ram Sita bhi hain
(Ram hain Ram bhi)
(Ram Sita bhi hain)

Ram hain dhaarna
Ram hi dharm bhi
(Ram hain dhaarna)
(Ram hi dharm bhi)

Ram kaaran bhi hain
Ram hi karm bhi
(Ram kaaran bhi hain)
(Ram hi karm bhi)

Ram mehlon mein hain
Ram jungle mein hain
(Ram mehlon mein hain)
(Ram jungle mein hain)

Ram hain shok mein
Ram mangal mein hain
(Ram hain shok mein)
(Ram mangal mein hain)

Ram har yug mein hai
Ram har pal mein hain
(Ram har yug mein hai)
(Ram har pal mein hain)

Ram hain aaj mein
Ram hi kal mein hain
(Ram hain aaj mein)
(Ram hi kal mein hain)

Ram grihasth hain
Ram hain sant bhi
(Ram grihasth hain)
(Ram hain sant bhi)

Ram aarambh bhi
Ram hi ant bhi
(Ram aarambh bhi)
(Ram hi ant bhi)
Ram aarambh bhi
Ram hi ant bhi
(Ram aarambh bhi)
(Ram hi ant bhi)
Ram aarambh bhi
Ram hi ant bhi

Credits

Singer(s) Jubin Nautiyal
Composer(s) Dr. Kumar Vishwas
Lyricist(s) Dr. Kumar Vishwas
Release Nov 08, 2026
Language Hindi

More from Ramayana: Part 1

1 Jai Jai Ram
Jai Jai Ram
Arijit Singh Β· Hindi
2 Ravana Tandav (Song)
Ravana Tandav (Song)
Vishal Dadlani Β· Hindi
3 Sita's Aspiration
Sita's Aspiration
Rakshita Suresh Β· Hindi
4 Mangal Rang
Mangal Rang
Arijit Singh Β· Hindi
5 Rangulu Ranguley
Rangulu Ranguley
Vaishali Samant Β· Telugu
6 Mangala Sangama
Mangala Sangama
Armaan Malik Β· Kannada
7 Mangala Vanname
Mangala Vanname
Saindhavi Β· Tamil
8 Judi Jodi
Judi Jodi
Shreya Ghoshal Β· Hindi
Jubin Nautiyal
1 Kanhaiyya
Kanhaiyya
Jubin Nautiyal Β· Hindi
2 Hua
Hua
Jubin Nautiyal Β· Hindi
3 Mere Humnava
Mere Humnava
Jubin Nautiyal Β· Hindi
4 Aakhri Ishq Lyrics
Aakhri Ishq Lyrics
Jubin Nautiyal Β· Hindi
5 Waade Saare
Waade Saare
Jubin Nautiyal Β· Hindi
6 Shyama Aan Baso
Shyama Aan Baso
Jubin Nautiyal Β· Hindi

Rate "Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain"

0 out of 5 Β· 0 ratings

How Does This Song Make You Feel?

Community Thoughts .

0 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

No comments yet

Be the first to share your thoughts about these lyrics!